Aane Se Usake, Aaye Bahaar,
Jaane Se Usake, Jaaye Bahaar,
Ba.Dii Mastaanii Hai, Merii Mahabuubaa,
Merii Zindagaanii Hai, Merii Mahabuubaa.
Iss, Ghata Ko Mein To, Us Ki Aankhoon Ka, Kajal Kahoon Ga,
Iss, Hawa Ko Mein To, Us Ka Lehrata, Aanchal Kahooon Ga,
Kaliyon Ka, Bachpan Hay, Phoolon Ki Jawani Hay, Meri Mehbooba,
Meri Zindigani Hay, Meri Mehbooba,
.
Beet, Jate Hein Din, Kat Jati Hein, Aankhon Men Raatein,
Ham, Na Jane Kyaa Kyaa, Karte Rehte Hein, Aapas Mein Batein,
Mein Thodaa, Diiwaanaa, Thodii Si Diwaani Hay, Meri Mehbooba,
Meri Zindigani Hay, Meri Mehbooba
Aaa Aa Aa, Aaa Aa Aa, A
Saamne, Mein Sab Kay, Naam Us Ka, Nahi, Ley Sakoon Ga,......(2)
Wo, Sharam Kay Marey, Rooth Jaye To, Mein Kiya Karoon Ga,
Hooron Ki, Malika Hay, Pariyon Ki Rani Hay, Meri Mehbooba,
Meri Zindigani Hay, Meri Mehbooba,
Badi Mastani Hay, Meri Mehbooba.
Aane Se Uske Aaye Bahaar Lyrics performed by Mohammed Rafi are property and copyright of the authors, artists and labels. You should note that Aane Se Uske Aaye Bahaar Lyrics performed by Mohammed Rafi is only provided for educational purposes only and if you like the song you should buy the CD