aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir - 2
apne saare armaan - 2
kar du main zaahir - 2
aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir
apne saare armaan
kar du main zaahir - 2
ishq bhi kya cheez hai ismein hosh rehta nahi
yeh toh hai silsila chain-o-sukun ka dil ke junoon ka afareen
ishq bhi kya cheez hai ismein hosh rehta nahi
yeh toh hai silsila chain-o-sukun ka dil ke junoon ka afareen
aapki baaton se mulaakaton se khayalon se
huaan main huaan bada hi mudasir
aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir
apne saare armaan
kar du main zaahir - 2
aapki khaatir - 2
kabhi kabhi toh hoti hai yahaan mukammal aashiqui
kai karvatein legi yeh zindagi badle na nazar aapki
kabhi kabhi toh hoti hai yahaan mukammal aashiqui
kai karvatein legi yeh zindagi badle na nazar aapki
aapko bataaun kaise yaaran samjhaaun kaise
saath aaisa milega na phir
aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir
apne saare armaan
kar du main zaahir - 2
aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir
apne saare armaan
kar du main zaahir - 2
Aap Ki Khatir Lyrics performed by Himesh Reshammiya are property and copyright of the authors, artists and labels. You should note that Aap Ki Khatir Lyrics performed by Himesh Reshammiya is only provided for educational purposes only and if you like the song you should buy the CD