Mere naseeb mein tu hai ke nahi
Tere naseeb mein main hoon ke nahi
Mere naseeb mein tu hai ke nahi
Tere naseeb mein main hoon ke nahi
Yeh hum kya jaane,
Yeh wahi jaane,
Jisne likha hai sab ka naseeb
Mere naseeb mein tu hai ke nahi
Tere naseeb mein main hoon ke nahi
Ek din khwab mein
Woh mujhe mil gaya
Ek din khwab mein
Woh mujhe mil gaya
Dekhkar jo mujhe
Phool sa khil gaya
Sharma gayi main haye haye,
Ghabra gayi haye haye haye
Sharma gayi main haye haye,
Ghabra gayi haye haye haye
Sharma gayi main, ghabra gayi main
Kehne laga woh aakar kareeb
Mere naseeb mein tu hai ke nahi
Tere naseeb mein main hoon ke nahi
Mere naseeb mein tu hai ke nahi
Tere naseeb mein main hoon ke nahi
Baat yeh khwab ki, sacch magar ho gayi
Baat yeh khwab ki, sacch magar ho gayi
Naujawan main tujhe, dekh kar ho gayi
Aankhen mili hain haye haye,
Dil bhi mile haye haye haye
Aankhen mili hain haye haye
Dil bhi mile haye haye haye
Aankhen mili hain,
Dil bhi mile hain
Dekhe mile kab apne naseeb
Mere naseeb mein tu hai ke nahi
Tere naseeb mein main hoon ke nahi
Mere naseeb mein tu hai ke nahi
Tere naseeb mein main hoon ke nahi
Hum kahin phir mile,
Ek hasin raat mein
Hum kahin phir mile
Ek hasin raat mein
Baat yeh aa gayi,
Phir kisi baat mein
Ab ke hua yeh haye haye
Maine kaha haye haye haye
Ab ke hua yeh haye haye
Maine kaha haye haye haye
Ab ke hua yeh, maine kaha yeh
Mujhko bataa de mere habeeb
Mere naseeb mein tu hai ke nahi
Tere naseeb mein main hoon ke nahi
Yeh hum kya jaane, yeh wahi jaane
Jisne likha hai sab ka naseeb
Everybody, come on
Mere naseeb mein tu hai ke nahi
Tere naseeb mein main hoon ke nahi
Mere Naseeb Mein Lyrics performed by Lata Mangeshkar are property and copyright of the authors, artists and labels. You should note that Mere Naseeb Mein Lyrics performed by Lata Mangeshkar is only provided for educational purposes only and if you like the song you should buy the CD